jugaad.fyi
All jugaads

Fridge mein akhbaar bichha do

Fridge ke rack par akhbaar bichha do. Sabzi ka paani aur daag usi par rehta hai — mahine mein badal do, fridge dhone ki nobat hi nahi aati.

Shared by Jugaad.fyi

More Rasoi jugaads