jugaad.fyi
All jugaads
Rasoiरसोई 1 mahine pehle

Namak zyada ho gaya? Aloo daal do

Do moti aloo ki phaanken sabzi mein daal ke das minute pakao, phir nikaal do. Namak kaafi kam ho jaata hai. Gravy hai to ek chammach dahi ya besan bhi chalta hai.

Shared by Jugaad.fyi

More Rasoi jugaads