jugaad.fyi
All jugaads
Rasoiरसोई 1 mahine pehle

Kadhai kaali ho gayi? Imli ubaal lo

Thodi imli paani mein daal ke kadhai mein ubaalo. Acid kaali parat dheeli kar deta hai aur woh aaram se nikal jaati hai. Steel wool se pehle yeh try karo.

Shared by Jugaad.fyi

More Rasoi jugaads