Bill ki photo kheench lo
Thermal paper ka bill saal bhar mein mit jaata hai — aur aksar tab jab warranty claim karni ho. Kharidte hi photo kheench lo.
Thermal paper ka bill saal bhar mein mit jaata hai — aur aksar tab jab warranty claim karni ho. Kharidte hi photo kheench lo.
पैकेट पर प्रति किलो या प्रति लीटर का दाम देखो, कुल दाम नहीं। कई बार छोटा पैक ऑफर में सस्ता पड़ता है — दुकानदार भी यही मान के चलता है कि तुम नहीं देखोगे।
Har ghar ki chhoti steel katori lagbhag aadha cup hoti hai aur chai ka chammach lagbhag ek teaspoon. Measuring cup kharidne ki zaroorat kabhi padi hi nahi.
That is all 3 of them. बस, इतना ही।
हर मुश्किल का देसी हल
287 jugaads from Indian homes. No shopping list, no subscription — just what people already do with what they already have.