jugaad.fyi
All jugaads
Gharघर 10 din pehle

Zip atak gayi? Pencil ragdo

Zip ke daanton par pencil ki lead ragdo — graphite chikna kar deta hai. Sabun aur mombatti bhi chalti hai. Kheenchna nahi hai, warna zip nikal jaayegi.

Shared by Jugaad.fyi

More Ghar jugaads