jugaad.fyi
All jugaads

Sabzi dhone ka paani paudhon mein

Sabzi aur dal dhone ka paani seedha gamle mein daal do. Usmein thoda poshan hota hai aur bilkul muft hai. Sabun wala paani mat daalna.

Shared by Jugaad.fyi

More Paani jugaads